Gulab - Rose

Monday, December 14, 2009


its a study time poem written in "hindi" , most of my poem were in "punjabi" my mother tongue:-







1 = Bade andaj se kapdoon perlagaya hai "gulab" ko
bade fakhar se seene pe ajaya hai "lash" ko
tere sundarta tere liye abhishap bann gaye
khilne se pahle he tere jindagi "lash" bann gaye

2= tere kushboo ko sungh ker logg kush ho jate hain
par tere antim aahoon ko samaj nahin patte hain
rang tera lala hai aur badnaseeb taqdeer
nahin jante ke tu hai sache payar ke tasvir

3= hota hai tu kurbann 2 dil milane ke liye
aur bass ek phool hai tu jamane ke liye
mere samne ek insaan ne 2diloon ko milaya hai
par kisi ke payar ko wobhool nahin paya hai

4= mere dost kurbane kejhoolepertum bhe jhool jao
aur payar per kurbaan hone wali "Gulab" kehlaoo


witer :-pardeep sharma date:- 12.04.2001

 
Deepe....life-style © 2011 | Designed by Deepe